Description
Growkart99™ 9-in-1 Premium Vegetable Chopper & Slicer with Built-in Drain BasketAb kitchen mein ghanto ka kaam hoga minto mein! 🥗
Kya aap bhi sabzi kaatne ke purane aur thaka dene wale tariko se pareshan hain? Growkart99 lekar aaya hai ultimate kitchen solution! Hamara 9-in-1 Multi-functional Chopper aapki cooking speed ko 2x badha deta hai aur har baar perfect, hotel-style cutting deta hai.
Kyu Hai Ye Har Kitchen Ki Zarurat?
9-in-1 Versatility: Ismein aapko milte hain alag-alag blades—slicing, dicing, grating aur shredding ke liye.
Smart Drain Basket: Sabzi katne ke baad use dhone ke liye alag se bartan ki zarurat nahi. Built-in basket se direct pani nikaalein.
Super Sharp Stainless Steel Blades: Kabhi na jung lagne wale aur hamesha tez rehne wale blades.
Safe & Easy to Use: Iska ergonomic design aapke hathon ko safe rakhta hai aur slip nahi hone deta.
Easy Cleaning: Poora set easily khul jata hai taaki aap ise minto mein saaf kar sakein.



Khusboo –
Best product 😺
Roshni –
धोने और काटने का झंझट एक साथ खत्म! बहुत ही कमाल का और यूनिक प्रोडक्ट है
Annu –
Iska wet basket wala idea best h, sabzi kato aur sidha vahi dho lo. Paisa vasool! ⭐
Monika –
Alag-alag blades ke sath salad decoration bohot mast hota h, quality badiya lag rhi h.
Vinita –
Maine ise order kiya tha, delivery bhi fast thi aur product bhi ekdum solid h!
Lalit –
Mummy ko gift karne ke liye isse useful cheez koi ho hi nahi sakti. Aaj hi mangwa rha hu. 😍
Subhita –
Look bhi premium h aur kaam bhi ekdum perfect karta h. Har ghar me hona chahiye ye.
Archita rajput –
Kya ispe abhi koi discount chal rha h bro? Mujhe bhi 2 piece chahiye the.
Nikhil –
Chef level ki chopping ho rhi h isme to, ab har koi masterchef banega ghar pe. 👨🍳
Vishal –
Ekdum gazab cheez h bhai! Isko dekh kar lag rha h ab rona nahi padega pyaz katte hue. 😂
Lalchand –
Price ke hisab se to deal ekdum solid lag rhi h, sale me miss nahi karna chahiye. 💸
Jyoti Singh –
Space saving bhi h, alag se 10 bartan gande karne ki zaroorat nahi padegi ab.
Rinku rajput –
@poonam ye dekh tere liye perfect cheez, ab tu bhi achhi sabzi bana payega. 😜
Kalpana –
Review bohot achhe sune h iske, kya sach me ye itna smooth chalta h? Koi batayega?